Zamane Ke Andaz Badle Gaye - Junoon Based on the poem “Saqi Nama” by Muhammad Iqbal. This is lerally what happens when you be the masters of Sufi rock and Allama Iqbal. I want to cry. The...
Contents:
SAQI NAMA [ZAMANE KE ANDAZ BADLE GAYE] (KALAM ALLAMA IQBAL) – JUNOON
Huā ḳhema-zan kārvān-e-bahār iram ban gayā dāman-e-koh-sār gul o nargis o sosan o nastaran shahīd-e-azal lāla-ḳhūnīñ kafan jahāñ chhup gayā parda-e-rañg meñ lahū kī hai gardish rag-e-sang meñ fazā niilī niilī havā meñ surūr Thaharte nahīñ āshiyāñ meñ tuyūr vo jū-e-kohistāñ uchaktī huī aTaktī lachaktī saraktī huī uchhaltī phisaltī sambhaltī huī baḌe pech khā kar nikaltī huī ke jab to sil chiir tī hai ye pahāḌoñ ke dil chiir tī hai ye zarā kh ai sāqī-e-lāla-fām sunātī hai ye zdagī kā payām pilā mujhe vo mai-e-parda-soz ki aatī nahīñ fasl-e-gul roz roz vo mai jis se rshan zamīr-e-hayāt vo mai jis se hai masti-e-kā.
E huā is tarah faash rāz-e-farañg ki hairat meñ hai shīsha-bāz-e-farañg purānī siyāsat-garī ḳhvār hai zamīñ miir o sultāñ se be-zār hai gayā dr-e-sarmāya-dārī gayā tamāshā dikhā kar madārī gayā girāñ ḳhvāb chīnī sambhalne lage himāla ke chashme ubalne lage dil-e-tūr-e-sīnā-o-fārān do-nīm tajallī kā phir muntazir hai kalīm malmāñ hai thīd meñ garam-josh magar dil abhī tak hai zunnār-posh tamaddun tasavvuf sharīām butān-e-ajam ke pujārī tamām haqīqat ḳhurāfāt meñ kho ga. Ī lubhātā hai dil ko kalām-e-ḳhatīb magar lazzat-e-shq se be-nasīb bayāñ is kā mantiq se suljhā huā luġhat ke bakheḌoñ meñ uljhā huā vo suufī ki thā ḳhidmat-e-haq meñ mard mohabbat meñ yaktā hamīyat meñ fard ajam ke ḳhayālāt meñ kho gayā ye sālik maqāmāt meñ kho gayā bujhī ishq kī aag andher hai malmāñ nahīñ raakh kā Dher hai sharāb-e-kuhan phir pilā sāqiyā vahī jaam gardish meñ lā sāqiyā mujhe ishq ke par lagā kar uḌā mirī ḳhaak jugnū banā kar uḌā ḳhirad ko ġhulāmī se āzād kar javānoñ ko pīroñ kā tād kar harī shāḳh-e-lat tire nam se hai nafas is badan meñ tire dam se hai taḌapne phaḌakne kī tfīq dil-e-murtazā soz-e-siddīq jigar se vahī tiir phir paar kar tamannā ko sīnoñ meñ bedār kar tire āsmānoñ ke tāroñ kī ḳhair zamīnoñ ke shab zda-dāroñ kī ḳhair javānoñ ko soz-e-jigar baḳhsh mirā ishq merī nazar baḳhsh mirī naav girdāb se paar kar ye sāb hai to is ko sayyār kar btā mujh ko asrār-e-marg-o-hayāt ki terī nigāhoñ meñ hai kā. Īna-e-guftār-e-zañg farozāñ hai sie meñ sham-e-nafas magar tāb-e-guftār rakhtī hai bas agar yak-sar-e-mū-e-bartar param faroġh-e-tajallī ba-sozad param hua KHema-zan karwan-e-bahaar iram ban gaya daman-e-koh-sar gul o nargis o sosan o nastaran shahid-e-azal lala-KHun kafan jahan chhup gaya parda-e-rang me lahu ki hai gardish rag-e-sang me faza nili nili hawa me sur Thaharte nah aashiyan me tuyur wo ju-e-kohistan uchakti hui aTakti lachakti sarakti hui uchhalti phisalti sambhalti hui baDe pech kha kar nikalti hui ke jab to sil chir ti hai ye pahaDon ke dil chir ti hai ye zara kh ai saqi-e-lala-fam sunati hai ye zdagi ka payam pila mujhe wo mai-e-parda-soz ki aati nah fasl-e-gul roz roz wo mai jis se rshan zamir-e-hayat wo mai jis se hai masti-e-kaenat wo mai jis me hai soz-o-saz-e-azal wo mai jis se khulta hai raaz-e-azal uTha saqiya parda is raaz se laDa mamule ko shahbaz se zamane ke andaz badle gae naya rag hai saz badle gae hua is tarah fash raaz-e-farang ki hairat me hai shisha-baz-e-farang purani siyasat-gari KHwar hai zam mir o sultan se be-zar hai gaya dr-e-sarmaya-dari gaya tamasha dikha kar madari gaya giran KHwab chi sambhalne lage himala ke chashme ubalne lage dil-e-tur-e-sa-o-faran do-nim tajalli ka phir muntazir hai kalim malman hai thid me garam-josh magar dil abhi tak hai zunnar-posh tamaddun tasawwuf shariat-e-kalam butan-e-ajam ke pujari tamam haqiqat KHurafat me kho gai ye ummat riwayat me kho gai lubhata hai dil ko kalam-e-KHatib magar lazzat-e-shq se be-nasib bayan is ka mantiq se suljha hua lughat ke bakheDon me uljha hua wo sufi ki tha KHidmat-e-haq me mard mohabbat me yakta hamiyat me fard ajam ke KHayalat me kho gaya ye salik maqamat me kho gaya bujhi ishq ki aag andher hai malman nah rakh ka Dher hai sharab-e-kuhan phir pila saqiya wahi jam gardish me la saqiya mujhe ishq ke par laga kar uDa meri KHak jugnu bana kar uDa KHirad ko ghulami se aazad kar jawanon ko piron ka tad kar hari shaKH-e-lat tere nam se hai nafas is badan me tere dam se hai taDapne phaDakne ki tfiq dil-e-murtaza soz-e-siddiq jigar se wahi tir phir par kar tamanna ko son me bedar kar tere aasmanon ke taron ki KHair zamon ke shab zda-daron ki KHair jawanon ko soz-e-jigar baKHsh mera ishq meri nazar baKHsh meri naw girdab se par kar ye sab hai to is ko sayyar kar bta mujh ko asrar-e-marg-o-hayat ki teri nigahon me hai kaenat mere dida-e-tar ki be-KHwabiyan mere dil ki poshida betabiyan mere nala-e-nim-shab ka niyaz meri KHalwat o anjuman ka gudaz umangen meri aarzuen meri ummin meri jtujuen meri meri frat aaa-e-rozgar ghazalan-e-afkar ka murgh-zar mera dil meri razm-gah-e-hayat gumanon ke lashkar yaq ka sabaat yahi kuchh hai saqi mata-e-faqir isi se faqiri me hun ma amir mere qafile me luTa ise luTa Thikane laga ise dama-dam rawan hai yam-e-zdagi har ek shai se paida ram-e-zdagi isi se hui hai badan ki numud ki sho'le me poshida hai mj-e-dud giran garche hai sohbat-e-ab-o-gil KHh aai ise mehnat-e-ab-o-gil ye sab bhi hai r sayyar bhi anasir ke phandon se be-zar bhi ye wahdat hai kasrat me har dam asir magar har kah be-chugon be-nazir ye aalam ye but-KHana-e-shash-jihat isi ne tarasha hai ye somnat pasand is ko takrar ki KHu nah ki tu ma nah r ma tu nah man o tu se hai anjuman-a magar a-e-mahfil me KHalwat-nash chamak ki bijli me tare me hai ye chandi me sone me pare me hai i ke bayaban i ke babul i ke ha kanTe i ke ha phul kah ki taqat se kohsar chur kah ke phan me jibrail o hur kah jaza hai shah simab rang lahu se chakoron ke aaluda chang kabutar kah aashiyane se dur phaDakta hua jal me na-subur fareb-e-nazar hai sun o sabaat taDapta hai har zarra-e-kaenat Thaharta nah karwan-e-wajud ki har lahz hai taza shan-e-wajud samajhta hai tu raaz hai zdagi faqat zq-e-parwaz hai zdagi bahut ne khe ha past o buland safar ko manzil se baDh kar pasand safar zdagi ke liye barg o saz safar hai haqiqat hazar hai majaz ulajh kar sulajhne me lazzat e taDapne phaDakne me rahat e hua jab e samna mt ka kaTh tha baDa thamna mt ka utar kar jahan-e-makafat me rahi zdagi mt ki ghat me mazaq-e-dui se bani zj zj uThi dasht o kohsar se fj fj gul is shaKH se TuTte bhi rahe isi shaKH se phuTte bhi rahe samajhte ha nadan e be-sabaat ubharta hai miT miT ke naqsh-e-hayat baDi tez jlan baDi zud-ras azal se abad tak ram-e-yak-nafs zamana ki zanjir-e-ayyam hai damon ke ulaT-pher ka nam hai ye mj-e-nafs kya hai talwar hai KHudi kya hai talwar ki dhaar hai KHudi kya hai raaz-dan-hayat KHudi kya hai bedari-e-kaenat KHudi jalwa badmast o KHalwat-pasand samundar hai ek bund pani me band andhere ujale me hai tabnak man o tu me paida man o tu se pak azal ke pichhe abad samne na had ke pichhe na had samne zamane ke dariya me bahti hui sam ki mjon ke sahti hui tajass ki rahen badalti hui dama-dam nigahen badalti hui sub ke hathon me sang-e-giran pahaD ki zarbon se reg-e-rawan safar ka anjam o aaghaz hai yahi ki taqwim ka raaz hai kiran chand me hai sharar sang me ye be-rang hai Dub kar rang me ise wasta kya kam-o-bh se nasheb o faraaz o pas-o-ph se azal se hai ye kashmakash me asir hui KHak-e-adam me surat-pazir KHudi ka nasheman tere dil me hai falak jis tarah aankh ke til me hai KHudi ke nigahban ko hai zahr-nab wo nan jis se jati rahe ki aab wahi nan hai ke liye arjumand rahe jis se duniya me gardan buland KHudi fal-e-mahmud se darguzar KHudi par nigah rakh ayazi na kar wahi sajda hai laiq-e-ehtimam ki ho jis se har sajda tujh par haram ye aalam ye hangama-e-rang-o-st ye aalam ki hai zer-e-farman-e-mt ye aalam ye but-KHana-e-chashm-o-gosh jahan zdagi hai faqat KHurd o nosh KHudi ki ye hai manzil-e-awwal mafir ye tera nasheman nah teri aag is KHak-dan se nah jahan tujh se hai tu jahan se nah baDhe ja ye koh-e-giran toD kar tilism-e-zaman-o-makan toD kar KHudi sher-e-mla jahan ka said zam ki said aasman ka said jahan r bhi ha abhi be-numud ki KHali nah hai zamir-e-wajud har ek muntazir teri yalghaar ka teri shKHi-e-fikr-o-kirdar ka ye hai maqsad gardish-e-rozgar ki teri KHudi tujh pe ho aashkar tu hai fatah-e-alam-e-KHub-o-zisht tujhe kya batn teri sarnawisht haqiqat pe hai jama-e-harf-e-tang haqiqat hai aaa-e-guftar-e-zang farozan hai se me sham-e-nafas magar tab-e-guftar rakhti hai bas agar yak-sar-e-mu-e-bartar param farogh-e-tajalli ba-sozad param.
ZAMANE KE ANDAZ BADLE GAYE
Zamane Ke Andaz Badle Gaye - JunoonBased on the poem “Saqi Nama” by Muhammad Iqbal.
I want to vers that make up the chos of the song:Zamane ke andaz badle gaye Naya raag hai, saaz badle gayeThe ways of the tim have changed, New is the mic, different are the stmentsKhirad ko ghulami se azad karJawanon ko peeron ka Ustad karFree the md om slavery, Make the young teachers of the elrly. Zamane Ke Andaz Badle Gaye. Naya Raag Hai, Saaz Badle Gaye!