Zamane Ke Andaz Badle Gaye | Gul e Nokhaiz Akhtar | ColumnsHub

zamane ke andaz badle gaye poetry

Zamane Ke Andaz Badle Gaye - Junoon Based on the poem “Saqi Nama” by Muhammad Iqbal. This is lerally what happens when you be the masters of Sufi rock and Allama Iqbal. I want to cry. The...

Contents:

SAQI NAMA [ZAMANE KE ANDAZ BADLE GAYE] (KALAM ALLAMA IQBAL) – JUNOON

Huā ḳhema-zan kārvān-e-bahār iram ban gayā dāman-e-koh-sār gul o nargis o sosan o nastaran shahīd-e-azal lāla-ḳhūnīñ kafan jahāñ chhup gayā parda-e-rañg meñ lahū kī hai gardish rag-e-sang meñ fazā niilī niilī havā meñ surūr Thaharte nahīñ āshiyāñ meñ tuyūr vo jū-e-kohistāñ uchaktī huī aTaktī lachaktī saraktī huī uchhaltī phisaltī sambhaltī huī baḌe pech khā kar nikaltī huī ke jab to sil chiir tī hai ye pahāḌoñ ke dil chiir tī hai ye zarā kh ai sāqī-e-lāla-fām sunātī hai ye zdagī kā payām pilā mujhe vo mai-e-parda-soz ki aatī nahīñ fasl-e-gul roz roz vo mai jis se rshan zamīr-e-hayāt vo mai jis se hai masti-e-kā.

ZAMANE KE ANDAZ BADLE GAYE

E huā is tarah faash rāz-e-farañg ki hairat meñ hai shīsha-bāz-e-farañg purānī siyāsat-garī ḳhvār hai zamīñ miir o sultāñ se be-zār hai gayā dr-e-sarmāya-dārī gayā tamāshā dikhā kar madārī gayā girāñ ḳhvāb chīnī sambhalne lage himāla ke chashme ubalne lage dil-e-tūr-e-sīnā-o-fārān do-nīm tajallī kā phir muntazir hai kalīm malmāñ hai thīd meñ garam-josh magar dil abhī tak hai zunnār-posh tamaddun tasavvuf sharīām butān-e-ajam ke pujārī tamām haqīqat ḳhurāfāt meñ kho ga.

Ī lubhātā hai dil ko kalām-e-ḳhatīb magar lazzat-e-shq se be-nasīb bayāñ is kā mantiq se suljhā huā luġhat ke bakheḌoñ meñ uljhā huā vo suufī ki thā ḳhidmat-e-haq meñ mard mohabbat meñ yaktā hamīyat meñ fard ajam ke ḳhayālāt meñ kho gayā ye sālik maqāmāt meñ kho gayā bujhī ishq kī aag andher hai malmāñ nahīñ raakh kā Dher hai sharāb-e-kuhan phir pilā sāqiyā vahī jaam gardish meñ lā sāqiyā mujhe ishq ke par lagā kar uḌā mirī ḳhaak jugnū banā kar uḌā ḳhirad ko ġhulāmī se āzād kar javānoñ ko pīroñ kā tād kar harī shāḳh-e-lat tire nam se hai nafas is badan meñ tire dam se hai taḌapne phaḌakne kī tfīq dil-e-murtazā soz-e-siddīq jigar se vahī tiir phir paar kar tamannā ko sīnoñ meñ bedār kar tire āsmānoñ ke tāroñ kī ḳhair zamīnoñ ke shab zda-dāroñ kī ḳhair javānoñ ko soz-e-jigar baḳhsh mirā ishq merī nazar baḳhsh mirī naav girdāb se paar kar ye sāb hai to is ko sayyār kar btā mujh ko asrār-e-marg-o-hayāt ki terī nigāhoñ meñ hai kā.

*BEAR-MAGAZINE.COM* ZAMANE KE ANDAZ BADLE GAYE POETRY

Zamane Ke Andaz Badle Gaye | Gul e Nokhaiz Akhtar | Daily Urdu Columns.

TOP